Thakan ko ordh ke nikaly thy,panyon ki taraf
badan ki naoo thi sara safar bhi apna tha
Thakan ko ordh ke nikaly thy,panyon ki taraf
badan ki naoo thi sara safar bhi apna tha
Tees uthi thi na anso thy rawan
dar pay unwan tha meri tarha..
Tooti hoi qabrain ho ke ajrdy howay chehry
mat khata imarat ki tehreer pardha kar
Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy
apny bahar muskurana,apny andar sochta ho
Naya naya shauq unhe roothne ka lagta hai,
Khud hi bhool jaate hai, ke roothe the kis baat par….!
Muhabat kia hai do lafzon main tumhe batata hoon,
Tera majboor kar dena aur mera majboor ho jaana..
Aankh Rakhte Ho To Us Ankh Ki Tehreer Parho,
Mu’n Se Iqraar Na Karna To Hai Aadat Us Ki..
Yu’n na parhiye kahin kahin se humain,
Hum bhi insaan hain kitaab nahin..
Tasveer me khayaal hona to lazmee saa hai,
Magar ek tasveer hai jo khayaalon me bani hai.
Pankh laga kar mere khwabo ko le jaao kahi door,
Nalayak raat me aate hai or sone bi nahi dete!!