Hindi Raksha Bandhan SMS
Rishta hai janmo ka hamara,
Rishta hai janmo ka hamara, Bharose ka aur pyaar bhara, Chalo, ise bandhe bhaiya, Rakhi ke atut bandhan mein. “Happy Raksha Bandhan” to my dearest bro.
Kaamyabi tumhare
Kaamyabi tumhare kadam chume, Khushiyan tumhare charo aur ho, Par bhagwan se itni prarthana karne ke liye, tum mujhe kuch to commission do! To my extremely lovable (but kanjoos) brother… Just kidding as always. “Happy Raksha Bandhan”
Har Larki tere liye bekarar hai,
Har Larki tere liye bekarar hai, Har Larki ko tera intezar hai, Ye tera koi kamaal nahi, Kuch din baad “RAKSHA BANDHAN” ka tehwar hai!
Rakhi ka tyohar tha,
Rakhi ka tyohar tha, Rakhi bandhne ko bhai taiyar tha, Bhai bola behna meri, Ab toh rakhi bandh do, Bahna boli, Kalai peechhe karo, Pahle rupae hazaar do.
Lal gulabi rang hai jum
Lal gulabi rang hai jum raha sansar, Suraj ki kirane khusiyo ki bahar, Chand ki chandni apno ka payar, Badhai ho apko, —-@ Rakhi @ —- ka tayohar.
Har Ladki tere liye bekarar hai,
Har Ladki tere liye bekarar hai, Har Ladki ko tera intezaar hai, Ye tera koi kamaal nahi, Kuch din baad “RAKSHA BANDHAN” ka tyohar hai!
Har ladki aapke liye bekarar hai,
Har ladki aapke liye bekarar hai, Har ladki ko aapka intezar hai, Ye apka koi kamal nahi hai mere bhai, Kuch din baad”RAKHI” ka tyohar hai
Sama Tah Suhana Suhag Raat
Sama Tah Suhana Suhag Raat Ka Tha Bahana Dulha Mood Me Tha K Dulhan Se Sune Koi Gana Dulhan Ne Shuru Kiya Gana ??? ??? ??? ??? ??? Bhaiya Mere Rakhi K Bandhan Ko Nibhana
Har Ilzam Ka Haqdar Vo Hame
Har Ilzam Ka Haqdar Vo Hame Bana Jati Hai Har Khata Ki Saza Vo Hume Bata Jaati Hai Hum Har Baar Khamosh Rah Jate Hai Kyonki Who Har Baar Raksha Bandhan Ka Darr Dikha Jaati Hai
Phoolon Ka Taaron Ka Sabka
Phoolon Ka Taaron Ka Sabka Kehna Hai Ek Hazaron Mein Meri Behna Hai Sari Umar Hame Sang Rehna Hai Happy Rakhi

