Hindi Greetings SMS
HAPPY Jin Bhoot DAY
“HAPPY Jin Bhoot DAY” Jo ap ko Jin Bhoot lage ye msg os ko send kro. Me ne to kr dia Hai ab mujhe wapis send kr k Zakoota hone ka Saboot mat daina..:-)
Suraj ki kirne, taaron ki bahaar
Suraj ki kirne, taaron ki bahaar… Chand ki chandni, apno ka pyaar… Har ghadi ho khushaal… ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka yeh tyohaar! “EID MUBARAK”
Celebrate’. .”Ghussa DaY
.’Celebrate’. .”Ghussa DaY”. ”Woh Meri Kon si baat hai jo Aapko ghussa dilati hai?” Reply dil khol k karo. I will never mind. Golden chance
Apun wishing u a wonderful,
Apun wishing u a wonderful, Super-duper, Zabardast, Xtra-badhiya, Xtra special, Ekdum mast n dhinchak, Bole to ekdum jhakaas “Happy diwali”
I am sorry.
I am sorry. Ek buri khabar hai Mujey bhool jana plz. Mujhe 1 month baad tumhey, Hamesha k liye chod kar Chale jana hey tumhara apna -2009-
Aay dost tu nay mujhay
Aay dost tu nay mujhay bahot pyaar diya, Hamara bahut khayal rakha, Lakin ab juda honay ka waqat aa gaya hai. Sirf aur sirf tumhara 2012
Sunhari dhoop barsaat
Sunhari dhoop barsaat ke baad. Tohri si hasi har baat ke baad. Ussi tarhan yeh eid bhi mubarak ho, Peechli eid ke baad..
Aaj se aap ke yahan…
Aaj se aap ke yahan… Dhan… Ki barsat ho, Maa laxmi ka… Vas… Ho, Sankatto ka…. Nash… Ho Har dil par aapka… Raj… Ho, Unnati ka sar par… Taj… Ho, Ghar me shanti ka…. Vas… Ho * Happy diwali *
Wo chand hai magar aap
Wo chand hai magar aap se pyara to nahi. Parvane ka shama ke bin guzara to nahi. Mere dil ne suni hai ek mithi se awaz, Kya apne mujhe pukara toh nahi.
Raat ko jaldii
Raat ko jaldii say nendh aagai, Subah uthay to diwali aagai..

